Zindagi uljhano se bhari hai,Ajanabi hai safar ki raaheinHamsafar the jo kal tak hamaare,Pher li hai unhine nigaaheZindagi uljhano se bhari hai,Ajanabi hai safar ki raaheinHamsafar the jo kal tak hamaare,Pher li hai unhine nigaaheZindagi uljhano se bhari hai,Ajanabi hai safar ki raaheinPhul sapano ke murajha gaye hai,Aankhon mein aansuo ki nami haiMeri ummid ki har kiranPar dhul ki abb toh chaadar jami haiPhul sapano ke murajha gaye hai,Aankhon mein aansuo ki nami haiMeri ummid ki har kiranPar dhul ki abb toh chaadar jami haiDil mera siskiya le raha hai,Meri saaanson se uthati hai aaheinZindagi uljhano se bhari hai,Ajanabi hai safar ki raahein
Hamsafar the jo kal tak hamaare,Pher li hai unhine nigaaheZindagi uljhano se bhari hai,Ajanabi hai safar ki raaheinKoyi mujhame jo chhupakar hai baithaDe raha hai mujhe woh dilaasaSaath hoon main tere har kadam parPhir yeh chehare pe kyun hai niraashaKoyi mujhame jo chhupakar hai baithaDe raha hai mujhe woh dilaasaSaath hoon main tere har kadam parPhir yeh chehare pe kyun hai niraashaAayenge phir woh khushiyonke lamhe,Waqt ki sun le tu yeh sadaayeZindagi uljhano se bhari hai,Ajanabi hai safar ki raaheinHamsafar the jo kal tak hamaarePher li hai unhine nigaaheZindagi uljhano se bhari hai,Ajanabi hai safar ki raahein.