Kyun aaj kal song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sonal Malhotra, Nimit Modawal. This song was released on 29 Jul 2005.
Kyo aajkal aksar kahi
Ud jata hai ye man mera
Kyo aajkal aksar kahi
Ud jata hai ye man mera
Mujhe chod kar wo kiske
Ghar ud jata hai ye man mera


Din kaise gujre jab ye pata ho
Din kaise gujre jab ye pata ho
Aane hi wali hai sapno ki manjil
Manjil pe koi apna milega
Manjil pe koi apna milega
Tanha phir to yu rahega nahi dil
Pahle se hi pane ko wo
Manjil chala ye man mera
Kyo aajkal aksar kahi
Ud jata hai ye man mera
Mujhe chod kar wo kiske
Ghar ud jata hai ye man mera


Chutega angan apne sabhi
Ye chutega angan apne sabhi ye
Kahta hai ham ho jayenge paraye
Itni khusi si kyu sab ko hai phir
Itni khusi si kyu sab ko hai
Man me sada ye hame samjhaye
Uljhan meri dekhe magar
Kuch na kare ye man mera
Kyo aajkal aksar kahi ud
Jata hai ye man mera
Mujhe chod kar wo kiske
Ghar ud jata hai ye man mera
Kyo aajkal aksar kahi
Ud jata hai ye man mera
Mujhe chod kar wo kiske
Ghar ud jata hai ye man mera.