Tera saath hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sonal Malhotra, Nimit Modawal. This song was released on 29 Jul 2005.
Tera saath hai kitna pyara
Tera saath hai kitna pyara
Kam lagta hai jeevan sara
Tere milan ki lagan mein
Hume aana padega
Duniya mein dobara
Hume aana padega
Duniya mein dobara
Maine maine tan
Man tujhpar wara
Pyas bujhe na kar ke nazara
Tere milan ki lagan me in
Hume aana padega
Duniya mein dobara
Hume aana padega
Duniya mein dobara
Tera saath hai kitna pyara


Suno janeman
Jitni tujhme hai ada utni
Hi wafa utni hi wafa
Jitna jaha me pyar hai
Tujhse mujhe mila
Tujhse mujhe mila
Badti jaye ye betabi
Badti jaye ye betabi
Jitna karu najara
Hume aana padega
Duniya mein dobara
Hume aana padega
Duniya mein dobara
Tera saath hai kitna pyara


Chup kyu ho tum
Bhi kuch sunao na
Pyar ke ik ik pal pe
Hai so jeevan kurban
So jeevan kurban
Pyar kabhi marta
Nahi marte hai insan
Marte hai insan
Naam usi ka hai jo
Nam usi ka jeevan hai
Jo tere sath gujara
Hume aana padega
Duniya mein dobara
Hume aana padega
Duniya mein dobara
Tera saath hai kitna
Pyara kam lagta
Hai jeevan sara
Tere milan ki lagan me
Hume aana padega
Duniya mein dobara
Hume aana padega
Duniya mein dobara
Maine tan man tujhpar wara
Pyas bujhe na kar ke najara
Tere milan ki lagan me
Hume aana padega
Duniya mein dobara
Hume aana padega
Duniya mein dobara
Hume aana padega
Duniya mein dobara.