Zara Kareeb Lyrics - Ustad Ahmed Hussain | Ustad Mohammed Hussain | Ahmed Hussain | Mohammed Hussain
in Albums
Watch the Video
Song Information
Zara kareeb song is from Khwab Basera (2010) and it is sung by Ahmed Hussain and Mohammed Hussain.It stars Ustad Ahmed Hussain and Ustad Mohammed Hussain in leading roles. This song is penned by Dr. Hari Om and composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain. This song was released on 15 Nov 2010.
Lyrics
Zara kareeb to aao
Ke zindagi kam hain
Zara kareeb to aao
Ke zindagi kam hain
Mujhe gale se lagaao
Ke zindagi kam hain
Mujhe gale se lagaao
Ke zindagi kam hain
Zara kareeb to aao
Ye bad mizaaz andhere
Dara rahe hain mujhe
Ye bad mizaaz andhere
Dara rahe hain mujhe
Har ek nazar mein waffa o ki
Roshani kam hain
Har ek nazar mein waffa o ki
Roshani kam hain
Mujhe gale se lagaao
Ke zindagi kam hain
Zara kareeb to aao
Yahan se door bhi jaaye to
Hum kahan jaaye
Yahan se door bhi jaaye to
Hum kahan jaaye
Tamaam sheher ke mausam mein
Taazagi kam hain
Tamaam sheher ke mausam mein
Taazagi kam hain
Mujhe gale se lagaao
Ke zindagi kam hain
Zara kareeb to aao
Kahin sukun ka ik pal
Naseeb ho na saka
Kahin sukun ka ik pal
Naseeb ho na saka
Kahin shor jiyada hain
To kahin kam hain
Kahin shor jiyada hain
To kahin kam hain
Mujhe gale se lagaao
Ke zindagi kam hain
Zara kareeb to aao
Chala thaa lab pe
Koi aag ka dariyan lekar
Chala thaa lab pe
Koi aag ka dariyan lekar
Mill hun tumse to lagta hain
Tishanagi kam hain
Mill hun tumse to lagta hain
Tishanagi kam hain
Mujhe gale se lagaao
Ke zindagi kam hain
Zara kareeb to aao.