Soz e aawaz ka hote song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Apr 2011.
Soz e aawaz ka hote
Hi asar jalta hai
Soz e aawaz ka hote
Hi asar jalta hai
Raag ki aag mein
Nagmein ka jigar jalta hai
Raag ki aag mein
Nagmein ka jigar jalta hai
Soz e aawaz ka


Fan mein fankaar ka
Jalta hain lahoon yun jaise
Fan mein fankaar
Fan mein fankaar
Fan mein fankaar
Fan mein fankaar
Fan mein fankaar ka
Jalta hain lahoon yun jaise
Mom ke jism mein
Dhage ka jigar jalta hain
Mom ke jism mein
Dhage ka jigar jalta hain
Raag ki aag mein
Nagmein ka jigar jalta hai
Soz e aawaz ka
Hote hi asar jalta hai
Soz e aawaz ka


Meri aankhon se koi
Chhin le neende meri
Meri aankhon se koi
Chhin le neende meri
Khwaab woh aate hain
Jaise mera ghar jalta hain
Khwaab woh aate hain
Jaise mera ghar jalta hain
Raag ki aag mein
Nagmein ka jigar jalta hai
Soz e aawaz ka
Hote hi asar jalta hai
Soz e aawaz ka


Zindagi aag ke bistar
Ke shiva kuch bhi nahi
Zindagi aag ke bistar
Ke shiva kuch bhi nahi
Iss chita mein to azal
Hi se bashar jalta hain
Iss chita mein to azal
Hi se bashar jalta hain


Jab bhi maazi pe theherti
Hain nazar aye dana
Jab bhi maazi pe theherti
Hain nazar aye dana
Pardae jehen pe yaadon
Ka nagar jalta hain
Pardae jehen pe yaadon
Ka nagar jalta hain
Soz e aawaz ka hote
Hi asar jalta hai.