Tera khayaal song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tera khayaal bhi dil
Se koi juda na kare
Tera khayaal bhi dil
Se koi juda na kare
Main tujhko bhul ke
Zinda rahun khuda na kare
Tera khayaal bhi


Rahega saath tera
Pyaar zindagi ban kar
Rahega saath tera
Pyaar zindagi ban kar
Ye aur baat meri zindagi
Waffa na kare
Main tujhko bhul ke
Zinda rahun khuda na kare
Tera khayaal bhi


Ye thik hain nahi marta
Koi judaai mein
Ye thik hain nahi marta
Koi judaai mein
Khuda kisi ko kisi se
Magar juda na kare
Main tujhko bhul ke zinda
Rahun khuda na kare
Tera khayaal bhi


Suna hain usko mohabbat
Duaae deti hain
Suna hain usko mohabbat
Duaae deti hain
Jo dil pe chot to khaaye
Magar gilla na kare
Main tujhko bhul ke zinda
Rahun khuda na kare
Tera khayaal bhi.