Main Tere Pyaar Lyrics - Ustad Ahmed Hussain | Ustad Mohammed Hussain | Ahmed Hussain | Mohammed Hussain
in Albums
Watch the Video
Song Information
Main tere pyaar song is from Khwab Basera (2010) and it is sung by Ahmed Hussain and Mohammed Hussain.It stars Ustad Ahmed Hussain and Ustad Mohammed Hussain in leading roles. This song is penned by Dr. Hari Om and composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain. This song was released on 15 Nov 2010.
Lyrics
Main tere pyaar ka mara huaa hun
Main tere pyaar ka mara huaa hun
Sikandar hun magar hara huaa hun
Sikandar hun magar hara huaa hun
Main tere pyaar ka mara huaa hun
Nahi ab manzilo ki chaha mujhko
Nahi ab manzilo ki chaha mujhko
Teri galio ka banjaara huaa hun
Teri galio ka banjaara huaa hun
Sikandar hun magar hara huaa hun
Main tere pyaar ka mara huaa hun
Zamane bhar ke ghum
Aankhon mein bhar ke
Zamane bhar ke ghum
Aankhon mein bhar ke
Main umeedon ka ujhiyara huaa hun
Main umeedon ka ujhiyara huaa hun
Sikandar hun magar hara huaa hun
Main tere pyaar ka mara huaa hun
Phoolo ka roshani ke pankh lekar
Phoolo ka roshani ke pankh lekar
Nayi duniya ka har kala huaa hun
Nayi duniya ka har kala huaa hun
Sikandar hun magar hara huaa hun
Main tere pyaar ka mara huaa hun
Mere pehalu mein chara kar mera
Mere pehalu mein chara kar mera
Khudaya tumein bichara huaa
Khudaya tumein bichara huaa
Sikandar hun magar hara huaa hun
Main tere pyaar ka mara huaa hun.