Yeh aalam shauq ka dekha na song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Sep 1986.
Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye
Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye
Woh bhoot hain yaa khuda dekha na jaaye
Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye
Woh bhoot hain yaa khuda dekha na jaaye
Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye


Ye mere saath kaisi roshani hain
Ye mere saath kaisi roshani hain
Ye mujhse yaa khuda dekha na jaaye
Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye


Ye kin nazron se tune aaj dekha
Ye kin nazron se tune aaj dekha
Ke tera dekhana dekha na jaaye
Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye
Woh bhoot hain yaa khuda dekha na jaaye
Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye


Hamesa ke liye mujhse bichhad jaa
Hamesa ke liye mujhse bichhad jaa
Ye manzar baarhaa dekha na jaaye
Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye


Faraz apne siva hain koan tera
Faraz apne siva hain koan tera
Tujhe tujhse juda dekha na jaaye
Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye
Woh bhoot hain yaa khuda dekha na jaaye
Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye.