Musafir Ke Raste Badalte Rahe Lyrics - Nina Mehta | Rajendra Mehta

1986

Lyrics

Musafir ke raste badalte rahe
Muqaddar mein chalna tha chalte rahe
Musafir ke raste badalte rahe
Muqaddar mein chalna tha chalte rahe
Musafir ke raste badalte rahe

Suna hain unhe bhi hawa lag gayi
Suna hain unhe bhi hawa lag gayi
Suna hain unhe bhi hawa lag gayi
Hawao ke rukh jo badalte rahein
Muqaddar mein chalna tha chalte rahe
Musafir ke raste badalte rahe

Woh kyaa thaa jise humne thukra diya
Woh kyaa thaa jise humne thukra diya
Woh kyaa thaa jise humne thukra diya
Magar umra bhar haath malte rahe
Muqaddar mein chalna tha chalte rahe
Musafir ke raste badalte rahe

Mere raaste mein ujhala raha
Mere raaste mein ujhala raha
Mere raaste mein ujhala raha
Deeye uski aankhon mein jalte rahe
Muqaddar mein chalna tha chalte rahe
Musafir ke raste badalte rahe

Koi phool sa hath kandhe pe thaa
Koi phool sa hath kandhe pe thaa
Koi phool sa hath kandhe pe thaa
Mere paaon choro pe chalte rahe
Muqaddar mein chalna tha chalte rahe
Musafir ke raste badalte rahe
Muqaddar mein chalna tha chalte rahe
Musafir ke raste badalte rahe.