Nahin main yeh nahin kehta song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Sep 1986.
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna nahin main
Yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Musafiro ka magar
Aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin
Kehta ke pyaar mat karna
Musafiro ka magar
Aitbaar mat karna nahin main
Yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna


Hawa ke rukh ne bahot
Kashtiyan duboi hain
Hawa ke rukh ne bahot
Kashtiyan duboi hain
Hawa ke rukh ka kabhi
Aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Musafiro ka magar
Aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin
Kehta ke pyaar mat karna


Khabar nahi mujhe ye
Zindagi kahan le jaaye
Khabar nahi mujhe ye
Zindagi kahan le jaaye
Kahin theher ke mera
Intazaar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Musafiro ka magar
Aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin
Kehta ke pyaar mat karna


Main tumse kab na milunga
Ye kehet hain lekin
Main tumse kab na milunga
Ye kehet hain lekin
Udaas hoke mujhe
Beqaraar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna musafiro ka
Magar aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin
Kehta ke pyaar mat karna


Tamaam umra meri
Raah dekhna lekin
Tamaam umra meri
Raah dekhna lekin
Kabhi chadhe huye dariyan
Ko paar mat karna
Nahin main yeh nahin
Kehta ke pyaar mat karna
Musafiro ka magar
Aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna.