Mujhse Karta Tha Lyrics - Nina Mehta | Rajendra Mehta

1986

Lyrics

Mujhse karta tha na
Milne ke bahane kitane
Mujhse karta tha na
Milne ke bahane kitane
Ab guzaarega mere
Saath zamane kitane
Mujhse karta tha na
Milne ke bahane kitane
Ab guzaarega mere
Saath zamane kitane
Mujhse karta tha na
Milne ke bahane kitane

Bheed lag jaati hain
Jalte huye ghar ke aage
Bheed lag jaati hain
Jalte huye ghar ke aage
Log aate hain magar
Aag bujane kitani
Ab guzaarega mere
Saath zamane kitane
Mujhse karta tha na
Milne ke bahane kitane

Tum naya zakham laga
O tumhein isse kya hain
Tum naya zakham laga
O tumhein isse kya hain
Bharne wale hain kabhi
Zakhm kuraye kitane
Ab guzaarega mere
Saath zamane kitane
Mujhse karta tha na
Milne ke bahane kitane

Jis tarah hum ne usse
Apna bana rakha hain
Jis tarah hum ne usse
Apna bana rakha hain
Sochate honge yahin
Baat na jaane kitane
Ab guzaarega mere
Saath zamane kitane
Mujhse karta tha na
Milne ke bahane kitane

Apni takhlif mein insaan
Ko shaamil karke
Apni takhlif mein insaan
O shaamil karke
Dukh uthaye hain khuda
Jaane khuda ne kitane
Ab guzaarega mere
Saath zamane kitane
Mujhse karta tha na
Milne ke bahane kitane.