Ye zamana kya karega ye zamana song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Anand Pandit, Markand Adhikari. This song was released on 08 Oct 2004.
ye zamana ye zamana kya karega ye zamana

ye meri teere nazar hai badi hi jadugar
tujhpe tana hai nishana

tumko pana tumko pana hai humari aarzu
kab se dilbar kar rahe the hum tumhari justju
ek dafa bas ek baar aa jao baho me yaar
phir humko tum ajmana
ye zamana ye zamana kya karega ye zamana
ye zamana ye zamana kya karega ye zamana
ye meri teere nazar hai badi hi jadugar
tujhpe tana hai nishana
ye zamana ye zamana kya karega ye zamana

chand taare todh laaye o sanam tere liye
hum to duniya me hain aaye ye sanam tere liye
aap hain mera gurur apse mujhko surur
aap se dil ka afsana
ye zamana ye zamana kya karega ye zamana
ye zamana ye zamana kya karega ye zamana
ye meri teere nazar hai badi hi jadugar
tujhpe tana hai nisana