Wada Yeh Kar Sathiya, Saato Janam Sath Ho Sanam Hum Tum Lyrics - Wajahh | Anand Raj Anand | Shreya Ghoshal
in Movies
Watch the Video
Song Information
Wada yeh kar sathiya, saato janam sath ho sanam hum tum song is from Wajahh (2004) and it is sung by Anand Raj Anand and Shreya Ghoshal.It stars Arbaaz Khan, Shamita Shetty and Gracy Singh in leading roles. This song is penned by Anand Raj Anand and composed by Anand Raj Anand. It is produced by Anand Pandit, Markand Adhikari. This song was released on 08 Oct 2004.
Lyrics
wada ye kar sathiya wada ye kar sathiya
saato janam sath ho sanam hum tum, tum aur hum
sanam hum tum wada ye kar sathiya
wada ye kar sathiya saato janam sath ho sanam
hum tum, tum aur hum sanam hum tum
mujhko baho me tum bar lo yuhi na raat dhal jaye
mujhko baho me tum bar lo yuhi na raat dhal jaye
kahi ek pal me mausam ka irada na badal jaye
o dil ne mujhe kah diya maine bhi sun liya
o dil ne mujhe kah diya maine bhi sun liya
saato janam sath ho sanam hum tum, tum aur hum
sanam hum tum wada ye kar sathiya
wada ye kar sathiya saato janam sath ho sanam
hum tum, tum aur hum sanam hum tum
meri aagosh me aa ja mitta de duriya dilbar
meri aagosh me aa ja mitta de duriya dilbar
tu mujhse dur jaye to bojh padta hai is dil per
tumko diya hai jiya tumko kaha hai piya
tumko diya hai jiya tumko kaha hai piya
saato janam sath ho sanam hum tum, tum aur hum
sanam hum tum wada ye kar sathiya
wada ye kar sathiya saato janam sath ho sanam
hum tum, tum aur hum sanam hum tum