Main Zaroor Aaunga Lyrics - Arbaaz Khan | Govind Namdeo | Aindrita Ray | Mohammed Irfan
2019 Zee Music Company
About this song
- Music Director: Rajendra Shiv
- Singer: Mohammed Irfan
- Studio: LM Studio
- DOP: Johny Lal
- Music: Rajendra Shiv
- Choreographer: Firoz Khan
- Action: Hanif
- Editor: Ashish Gaikar
- Background Music: Dharma
- Vish PR & Marketing: Arati Salgaonkar & Suhas - Perception Managers Publicity Design: Lalji Wagh (VOW Design)
- Co-Produced by Mukesh Namdev. Manoj Namdev, Amit Singh Namdev, Aditya Singh Namdev & Aryaman Singh Namdev
- Set 'Main Zaroor Aaunga Title Track' as your caller tune - SMS MZRAG1 To 57575
Lyrics
Mere baare mein jo sochoge
Mere baare mein jo sochoge
Toh uss soch ke libaas mein
Main hi aaunga tere honth jab bhi hasenge
Toh khushiyon ki poshak mein
Main hi aaunga
Mere baare mein jo sochoge
Toh uss soch ke libaas mein
Main hi aaunga tere honth jab bhi hasenge
Toh khushiyon ki poshak mein
Main hi aaunga
Main zaroor aaunga
Main zaroor aaunga
Yeh waada hai mera
Main zaroor aaunga
Main zaroor aaunga
Yeh waada hai mera
Main zaroor aaunga
Tere labon se shart ye hogi
Lafzon mein main niklunga
Tere kadam ho beshaq lekin
Har aahat mein main hi milunga
Teri har ik saans mein main hi aaunga
Lafzon mein main niklunga
Tere kadam ho beshaq lekin
Har aahat mein main hi milunga
Teri har ik saans mein main hi aaunga
Main zaroor aaunga
Main zaroor aaunga
Yeh waada hai mera
Main zaroor aaunga
Main zaroor aaunga
Yeh waada hai mera
Main zaroor aaunga
Neend pehan ke aankhon mein teri
Subah talak main sota rahunga
Karwat jab bhi badloge tum
Har karwat pe main hi dikhunga
Teri har ek raat mein main hi aaunga
Subah talak main sota rahunga
Karwat jab bhi badloge tum
Har karwat pe main hi dikhunga
Teri har ek raat mein main hi aaunga
Main zaroor aaunga
Main zaroor aaunga
Yeh waada hai mera
Main zaroor aaunga
Main zaroor aaunga
Yeh waada hai mera
Main zaroor aaunga
Kehne ko tum chaloge tanha
Saaya banke saath rahunga
Jaaoge tum door bhi kaise
Soch se teri na niklunga
Kaise bhi halaat ho main hi aaunga
Saaya banke saath rahunga
Jaaoge tum door bhi kaise
Soch se teri na niklunga
Kaise bhi halaat ho main hi aaunga
Main zaroor aaunga
Main zaroor aaunga
Yeh waada hai mera
Main zaroor aaunga
Main zaroor aaunga
Yeh waada hai mera
Main zaroor aaunga