Baahon mein aaja song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Satish Khanna. This song was released on 01 Sep 2002.
Ha baahon mein aaja saajan
Dil hai bekraar
Baahon mein aaja saajan
Dil hai bekraar
O tere bina seene mein
Jalta hai pyar
O mere yaar o mere yaar
Baahon mein aaja
Saajan dil hai bekraar
O tere bina seene mein
Jalta hai pyar
O mere yaar o mere yaar
Ha baahon mein aaja saajan


Chahu na chhuye
Tujhko pawan
Isko tu keh le meri jalan
Chahu na chhuye
Tujhko pawan
Isko tu keh le meri jalan
Ehsaas mere karte hai
Tujhse baate hazaar
O mere yaar o mere yaar
Ha baahon mein aaja
Dil hai bekraar
Ha tere bina seene mein
Jalta hai pyar
O mere yaar o mere yaar
Baahon mein aaja saajan


Apni mohabbat ko
Kya naam du
Tu jo kahe wo anjaam du
Ha apni mohabbat ko
Kya naam du
Tu jo kahe wo anjaam du
Jaagte sote karti hu main
Ab tera intzar
O mere yaar o mere yaar
Ha baahon mein aaja saajan
Dil hai bekraar
Tere bina seene mein
Jalta hai pyar
O mere yaar o mere yaar
Baahon mein aaja saajan.