Ye hasin nazare song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1965.
Ye hasi nazare muntzil hai sare
Aaja sanam dil pukare
Ye hasi nazare muntzil hai sare
Aaja sanam dil pukare
Aarzu jawa hai jane tu kaha hai
Jage hai arman hamare


Rang mein dubi jaye fiza
Mahki mahki aaye hawa
Rang mein dubi jaye fiza
Mahki mahki aaye hawa
Aaj nahi hai dil kabu mein
Mausam ne deewana kiya
Aaj nahi hai dil kabu mein
Mausam ne deewana kiya
Badlo ke saye aasma pe chaye
Dil ko kare dil ishare
Ye hasin nazare muntzil hai sare
Aaja sanam dil pukare


Tu aa jaye kash yaha
Or nikhar jaye sama
Tu aa jaye kash yaha
Or nikhar jaye sama
Kabse tujhko dhund raha hai
Husn ka ye betab jaha
Kabse tujhko dhund raha hai
Husn ka ye betab jaha
Pyar ke ye wade wo jawa irade
Dete hai mujhko sahare
Ye hasin nazare muntzil hai sare
Aaja sanam dil pukare


Hulchal si jajbat mein hai
Madhoshi har baat mein hai
Hulchal si jajbat mein hai
Madhoshi har baat mein hai
Jane wafa ik teri kami hai
Sari duniya sath mein hai
Jane wafa ek teri kami hai
Sari dunia sath mein hai
Aa bhi ja o dilbar
Tujhse dur rah kar
Maine bahut din gujare
Ye hasin nazare muntzil hai sare
Aaja sanam dil pukare.