Ye gora badan song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Preem Arora. This song was released on 01 Jan 2018.
Ye gora badan mujhe mila narayan se
Chamkile nayan mujhe mile narayan se
Ye gora badan chamkile nayan
Pucho to kaha se layi hu
Dudh mein chandi ki ghol ke
Bachpan se nahati aayi hu
Ye gora badan mujhe mila narayan se


Main japani gudiya pyari pyari
Kar lo yari
Sar se paw tak chuo tumhari
Kar lo yari
Mainn japani gudiya pyari pyari
Sar se paw tak chuo tumhari
Kar lo yari
Mere yara dildara tune mujhko mara
Aye jane jaha khoye ho kaha
Aye jane jaha khoye ho kaha
Mai pyar bhari angdayi hu
Dudh me chandi ki ghol ke
Bachpan se nahati aayi hu
Ye gora badan mujhe mila narayan se


Shakkar jaisi teri ye jawani hai tufani
Chodi chati surat hai mardani dilbar jani
Shakkar jaisi teri ye jawani hai tufani
Chodi chati surat hai mardani dilbar jani
Jagti aankho me dekha hungama hungama
Tum jaisa jawa milta hai kaha
Tum jaisa jawa milta hai kaha
Tum jaiso ki main to jani hu
Dudh mein chandi ki ghol ke
Bachpan se nahati aayi hu
Ye gora badan mujhe mila narayan se


Chamkile nayan mujhe mile narayan se
Ye gora badan chamkile nayan
Pucho to kaha se layi hu
Dudh mein chandi ki ghol ke
Bachpan se nahati aayi hu
Ye gora badan mujhe mila narayan se.