Ye Dil Mein Rahanewale Lyrics - Jawab | Raaj Kumar | Prem Chopra | Farida Jalal | Kumar Sanu
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ye dil mein rahanewale song is from Jawab (1995) and it is sung by Kumar Sanu.It stars Raaj Kumar, Prem Chopra, Farida Jalal, Anu Kapoor in leading roles. This song is penned by N/A and composed by Anu Malik. It is produced by Anuj Sharma. This song was released on 27 Jan 1995.
Lyrics
Ye dil mein rahanewale
Dil se nahi nikalte
Ye dil mein rahanewale
Dil se nahi nikalte
Badle hazar mausam
Badle hazar mausam
Rishte nahi badalte
Ye dil mein rahanewale
Dil se nahi nikalte
Ye dil mein rahanewale
Dil se nahi nikalte
Badle hazar mausam
Badle hazar mausam
Rishte nahi badalte
Ye dil mein rahanewale
Dil se nahi nikalte
Chahe kahi rahe tu
Chahe kahi bhi jaye
Khusbu teri khushi ki
Jhoka hawa ka laye
Chahe kahi rahe tu
Chahe kabhi bhi jaye
Khusbu teri khushi ki
Jhoka hawa ka laye
Aankho se tere aasu
Aankho se tere aasu
Dekhu kabhi na dhalte
Ye dil mein rahanewale
Dil se nahi nikalte
Ye dil mein rahanewale
Dil se nahi nikalte
Dekha nahi kisi ne
Hote lahu ko pani
Chhode na sath jab tak
Kismat ki meharbani
Dekha nahi kisi ne
Hote lahu ko pani
Chhode na saath jab tak
Kismat ki meharbani
Nadiya ke do kinare
Nadiya ke do kinare
Hai saath saath chalte
Ye dil mein rahanewale
Dil se nahi nikalte
Ye dil mein rahanewale
Dil se nahi nikalte
Badle hazar mausam
Badle hazar mausam
Rishte nahi badalte
Ye dil mein rahanewale
Dil se nahi nikalte
Ye dil mein rahanewale
Dil se nahi nikalte.