Tum Pe Dil Aa Gaya Dekhte Dekhte Lyrics - Jawab | Raaj Kumar | Prem Chopra | Farida Jalal | Kumar Sanu | Sadhana Sargam
in Movies
Watch the Video
Song Information
Tum pe dil aa gaya dekhte dekhte song is from Jawab (1995) and it is sung by Kumar Sanu and Sadhana Sargam.It stars Raaj Kumar, Prem Chopra, Farida Jalal, Anu Kapoor in leading roles. This song is penned by Hasrat Jaipuri and composed by Anu Malik. It is produced by Anuj Sharma. This song was released on 27 Jan 1995.
Lyrics
Tumpe dil aa gaya
Tumpe dil aa gaya
Dekhte dekhte
Tumpe dil aa gaya
Dekhte dekhte
Tumne kya kar diya
Dekhte dekhte
Tumpe dil aa gaya
Dekhte dekhte
Hosh bhi kho gaya
Dekhte dekhte
Hosh bhi kho gaya
Dekhte dekhte
Tu mera ho
Gaya dekhte dekhte
Tumpe dil aa gaya
Dekhte dekhte
Hosh bhi kho gaya
Dekhte dekhte
Mere dil mein bhi
Kuch kuch hone laga
Dil tumhare khayalo mein khone
Laga do badan the magar
Ek hi ho gaye
Teri ankho mein
Hum dubkar kho gaye
Teri ankho mein
Hum dubkar kho gaye
Silsila chal pada
Silsila chal pada
Dekhte dekhte
Silsila chal pada
Dekhte dekhte
Tume kya kar diya
Dekhte deskhte
Hosh bhi kho gaya
Dekhte dekhte
Tumpe dil aa gaya
Dekhte dekhte
Jab se dekha tumhe
Chain aata nahi
Dard aisa mila
Dard jata nahi
Dil to jata raha
Jaan jaye to kya
Main to darta nahi
Mout aaye to kya
Main to darta nahi
Mout aaye to kya
Kya se kya ho gaya
Kya se kya ho gaya
Dekhte dekhte
Kya se kya ho gaya
Dekhte dekhte tu mera ho
Gaya dekhte dekhte
Tumpe dil aa gaya
Dekhte dekhte
Tumpe dil aa gaya
Dekhte dekhte
Tumne kya kar diya
Dekhte dekhte hosh bhi kho
Gaya dekhte dekhte
Tumpe dil aa gaya
Dekhte dekhte.