Dil Churaya Neend Churaai Lyrics - Jawab | Raaj Kumar | Prem Chopra | Farida Jalal | Kavita Krishnamurthy | Udit Narayan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Dil churaya neend churaai song is from Jawab (1995) and it is sung by Kavita Krishnamurthy and Udit Narayan.It stars Raaj Kumar, Prem Chopra, Farida Jalal, Anu Kapoor in leading roles. This song is penned by Hasrat Jaipuri and composed by Anu Malik. It is produced by Anuj Sharma. This song was released on 27 Jan 1995.
Lyrics
Dil churaya neend churaai chain
Churaya apne is dil ko
Deewana haye banaya apne
Dil churaya neend churaai chain
Churaya apne is dil ko
Deewana haye banaya apne
O miss anita bille
Dil ko chura ke kaha chale
Pagal bana ke kaha chale
O miss anita bille dil
Ko chura ke kaha chale
Pagal bana ke kaha chale
Rehta hai hardam tera khayal
Karti hai ankhe tujhse sawal
Ye tere nakhre wall kamal
Ye pyari surat mastana chal
Chhod kar na jaiye ashiq
Banaya apne
Chhod kar na jaiye ashiq
Banaya apne
Zindgi ke saj par nagma sunaya
Apne
O miss anita bille
Dil ko chura ke kaha chale
Pagal bana ke kaha chale
O miss anita bille dil
Ko chura ke kaha chale
Pagal bana ke kaha chale
Mai muskurai to marne lage
Badnam mujhko karne lage
Tum jaise majnu dekhe kai
Haye laila haye laila karne
Lage na tum hero na tum
Majnu kya samjha hai
Apne na tum hero na tum
Majnu kya samjha hai
Apne dil hum tumko denge
Ye kaise socha apne
Jao ji jao ille ille
Dil le dil le ille
Tumpe dil aagaya
Tumpe dil aagaya dekhte dekhte
Tumpe dil aagaya dekhte dekhte
Tumne kya kar diya dekhte dekhte
Tumpe dil aagaya dekhte dekhte
Hosh bhi kho gaya dekhte dekhte
Hosh bhi kho gaya dekhte dekhte
Tu mera ho gaya dekhte dekhte.