Ye bala jaan hi par jaati hai song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Amarjeet Productions. This song was released on 01 Jan 2018.
Aatishe ishk ji jalati hai
Ye bala jaan hi par jaati hai
Ab khabar le ke
Har ghadi hamko
Ye judayi bahut tadpati hai


Ham tujhpe kis hawas ki
Falak just ju kare
Dil hi nahi raha
Jo kuchh aarzu kare
Haye allah aalam ki takoto
Aur ye andaze baya
Andaz wahi samjhe
Meri aah ka
Jakhmi jo ho chuka ho
Kisi ki nigah ka


Sitam hai subah ka
Aalam kaha hai
Ab to aaja sitare
Ban gaye sabnam
Sitare ban gaye sabnam
Kaha hai ab to aaja


Sahar ka sham ka
Deewana tera bar bar aaya
Nigahe naaz idhar to dekh
Tera bekarar aaya.