Sare mehfil jo jala song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by D.D. Kashyap. This song was released on 07 Mar 1954.
Sare mehfil jo jala parwaana
Sare mehfil jo jala parwaana
Kar gaya naam-e-wafa parwaana
Kar gaya naam-e-wafa parwaana
Waah waah waah…


Shamma se sikhein wafa parwaana
Shamma se sikhein wafa parwaana
Yeh jali hai toh jala parwaana
Yeh jali hai toh jala parwaana
Waah waah waah waah bahot khub maashaah allaah


Marake bhi reh na saka shamma se dur
Marake bhi reh na saka shamma se dur
Khaak ban banake uda parwaana
Khaak ban banake uda parwaana
Waah waah waah… kya baat hai
Raat bhar shamma khadi jalati rahi
Raat bhar shamma khadi jalati rahi
Iss tarah jal na saka parwaana
Iss tarah jal na saka parwaana
Waah waah waah waah bahot khub


Jaan de di wahin, kuchh der na ki
Jaan de di wahin, kuchh der na ki
Shamma se pehale jala parwaana
Shamma se pehale jala parwaana
Shamma ki aag mein jalane aaya
Shamma ki aag mein jalane aaya
Khud ka kyun khaak huwa parwaana
Khud ka kyun khaak huwa parwaana
Khud ka kyun khaak huwa parwaana
Waah waah waah waah bahot khub maashaah allaah


Apani lau mein toh sabhi jalate hain
Apani lau mein toh sabhi jalate hain
Shamma ki lau mein jala parwaana
Shamma ki lau mein jala parwaana
Shamma ki lau mein jala parwaana
Kar gaya naam-e-wafa parwaan
Waah waah waah…. kya khub.