Beqaraar hai koyi song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by D.D. Kashyap. This song was released on 07 Mar 1954.
Beqaraar hai koyi aa aa aa
Ai mere dildaar aa
Beqaraar hai koyi aa aa aa
Ai mere dildaar aa aa aa aa
Ai kisi ki zindagi aa aa aa
Ishq hai ghum khaar aa
Aa aa aa


Dasati hai naagan
Si kurbat ki raatein
Dasati hai naagan
Si kurbat ki raatein
Jhuti hai bin tere jine
Ki baatein jine ki baatein
Haaye kyun yeh
Bebasi aa aa aa
Main hun talabgaar aa


Aa aa aa
Chun lun ghum tere
Dukh dard mita dun
Chun lun ghum tere
Dukh dard mita dun
Honto pe nagamon ki
Kaliya khila dun
Kaliya khila dun
Ro rahi hai bekasi aa aa aa
Husn hai bimaar aa aa aa aa


Hasana hai bas mein
Na rona hai bas mein
Hasana hai bas mein
Na rona hai bas mein
Pehalu mein rehkar
Woh keh dega kasme
Keh dega kasme
Manjilon mein pyaar ki
Aa aatod ke deewaar aa
Beqaraar hai koyi aa aa aa
Ai mere dildaar aa aa aa aa.