Ye aaina song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Murad Khetani, Bhushan Kumar, Krishan Kumar, Ashwin Varde. This song was released on 21 Jun 2019.
BEKHAYALI - 0:00
KAISE HUA - 6:11
TUJHE KITNA CHAHNE LAGE - 10:06
MERE SOHNEYA - 14:51
TERA BAN JAUNGA - 18:04
Ye aaina hai ya tu hai,
Jo roz mujhko sawaare,
Itna lage sochne kyun,
Main aaj kal tere baare..


Tu jheel khamoshiyon ki,
Lafzon ki main to lahar hoon,
Ehsaas ki tu hai duniya,
Chhota sa main ek sehar hoon...


Ye aaina hai ya tu hai,
Jo roz mujhko sawaare...


Khud se hai agar tu bekhabar..bekhabar,
Rakh loon main tera khyal kya,
Chupke chupke tu nazar mein utar,
Sapno mein loon main sambhal kya,
Sapno mein loon main sambhal kya..


Main daudd ke pass aaun,
Tu neend mein jo pukaare,
Main rait hoon,
Tu hai dariya,
Baithi hoon tere kinaare..


Ye aaina hai ya tu hai,
Jo roz mujhko sawaare...


Tanha hai agar tera safar..humsafar,
Tanhai ka main jawab hoon,
Hooga mera bhi asar tu agar,
Padh le main teri kitaab hoon
Padh le main teri kitaab hoon...


Sheene pe mujhko saja ke,
Jo raat saari guzaare,
To main sabere se keh doon,
Mere sehar tu na aa ree..


Ye aaina hai ya tu hai,
Jo roz mujhko sawaare...