Yamuna Kinare Rah Nihare Lyrics - Amrish Puri | Arvind Swamy | Bhanupriya | Sadhana Sargam

1991

Lyrics

Yamuna kinare raah nihare
Teri gopi ka radha
Tujhko pukare bansi bajaiya
Bansi ki dhun to bajaja
Yamuna kinare rah nihare
Teri gopika radha
Tujhko pukare bansi bajaiya
Bansi ki dhun to bajaja

Sham ho gayi main to bawri
Pyar kar liya sun le
Tarse radhika khabar le
Zara yamuna mein tumko dekhe
Sham ho gayi main to bawri
Pyar kar liya sun le
Tarse radhika khabar le
Zara yamuna mein tumko dekhe

Tere bina eye krishan kya karu
Aake tum zara ye to bol do
Preet lagake bhul gaye kyu
Aas jagake chhod gaye kyu
Bolo karishana yamuna kinare rah
Nihare teri gopi ka radha
Tujhko pukare bansi bajaiya
Murli ki dhun to sunaja.