तेरी आँखों में Teri Aankhon Mein Lyrics - Kangana Ranaut | Arvind Swamy | Armaan Malik | Prajakta Shukre
2021 T-Series
About this song
- Song : Teri Aankhon Mein
- Singers : Armaan Malik & Prajakta Shukre
- Music: G.V Prakash Kumar
- Lyrics: Irshad Kamil
- Choreography: Chinni Prakash & Rekha Prakash
- Music Label: T-Series
- Movie Director: Vijay
- DOP: Vishal Vittal
Lyrics
Teri aankhon mein mein kya hai
Meri aankhon mein hain sapna
Tere sapne mein aaye kaun
Mere sapne mein hain apna
Meri aankhon mein hain sapna
Tere sapne mein aaye kaun
Mere sapne mein hain apna
Apna hai jo kya main hoon woh
Na ji na tu nahi
Na ji na tu nahi
Socho kabhi thoda mere baare
Teri tarah piche kayi bechare
Auron sa main bilkul nahi yaara
Jaanu tumhein saare ka main saara
Teri tarah piche kayi bechare
Auron sa main bilkul nahi yaara
Jaanu tumhein saare ka main saara
Aisa bhala karti ho kyun
Maine tera hi toh hona hain
Khali abhi dil ka mere
Dekho koyi bhi na kona hain
Maine tera hi toh hona hain
Khali abhi dil ka mere
Dekho koyi bhi na kona hain
Palkon pe hi rakh lo kahin
Na ji na tu nahi.
Na ji na tu nahi.