Sundari ye jeevan tera song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajan Lall, G. Venkateswaran. This song was released on 25 Nov 1991.
Sundari ye jeevan tera
Jo hain sada hain tera
Sajana yeh jeevan
Jo bhi hai sada hain tera
Tu suhagan hain hamari
Jan se jyada tu pyari
Aa zara gale laga
Sundri ye jeevan tera
Jo hain sada hain tera
Sajana ye jeevan
Jo bhi hain sada hain tera


Tu mera mohan pyara
Kar baithi singar main
Milan ki pyasi balam
Tadpu ter pyar mein
Tere bin suna suna
Lagta ye sansar hain
Tu nahin meri sajni
Yeh jeevan bekar hain
Jan jayegi tum bin
Ye jara soch lena
Mai tera chandarma
Tu jara sochana
Janejaa hame bhule kyu
Man me sada rahti ho
Sajana ye jeevan
Jo bhi hai sada hain tera
Sundri ye jeevan tera
Jo hai sada hain tera
Tu hi sajan hai hamara
Jan se jyada tu pyara
Aa jara gale laga
Sundri ye jeevan tera
Jo hain sada hain tera
Sajana ye jeevan
Jo bhi hai sada hain tera


Bin tere mera jeevan
Patjhad jaisa ho gaya
Baithi hoon aas lagaye jane
Kaha tu kho gaya
Har ghadi tarsa sajni
Hoke tumse main juda
Tumse milne ki ghadiya
Kab milti hain kya pata
Tu nahin aaya to
Main kaha jaungi
Main chala aaunga
Ye nahin bhulna
Udd ke tu aa merae balam
Dunia badi hai jalim
Sundri ye jeevan tera.