Maine tujhse pyar kiya hai song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vijay P. Mehta. This song was released on 10 Feb 1989.
Maine tujhse pyar kiya hain
Isme meri khata nahin
Kitna pyar diya hain tujhko
Iska mujhko pata nahin
Maine tujhse pyar kiya hain
Isme meri khata nahin
Kitna pyar diya hain tujhko
Iska mujhko pata nahin


Maine tujhse pyar kiya hain
Isme meri khata nahin
Kitna pyar diya hai tujhko
Iska mujhko pata nahin
Maine tujhse pyar kiya hain


Ek phul chuna hain maine
Ek phul chuna hain maine
Itne bade chaman se
Ek sitara chura liya hain
Itne bade gagan se
Sari dunia dekhi maine koi
Mujhko jacha nahin
Tere aage sar jhukta hain
Tere aage sar jhukta hain
Kyu jhukta hai pata nahin
Kitna pyar diya hai tujhko
Iska mujhko pata nahin
Maine tujhse pyar kiya hain


Mehki mehki baat kare hum
Arz baharo se lele
Mehki mehki baat kare hum
Arz baharo se lele
Apne apne khwab bune
Yuhi khyalo mein akele
Tu mujhko achi lagti hain
Kyu lagti hain pata nahin
Tu mujhko acha lagta hain
Kyu lagta hai pata nahin
Kitna pyar diya hain tujhko
Iska mujhko pata nahin


Maine tujhse pyar kiya hain
Isme meri khata nahin
Kitna pyar diya hain tujhko
Iska mujhko pata nahin
Maine tujhse pyar kiya hain
Isme meri khata nahin
Kitna pyar diya hain tujhko
Iska mujhko pata nahin
Maine tujhse pyar kiya hain.