Yaadein bani song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Wijahat Kareem. This song was released on 23 Aug 2002.
Yaadein bani parchaaiyaan
Chaaron taraf hai tanhaiya sanam
Yaadein bani parchaaiyaan
Chaaron taraf hai tanhaiya sanam
Aag mein daba jaise dhuaan hai
Yahi hamaari daastaan


Yaadein bani parchaaiyaan
Chaaron taraf hai tanhaiya sanam
Aag mein daba jaise dhuaan hai
Yahi hamaari daastaan
Yaadein bani parchaaiyaan


Kya kare hum bhala
Bewaja si lagti zindagi
Tum waja dhoond lo zindagi
Mein aayegi khushi
Keh rahi hai kya khaamoshiyaan
Dooriyaan rahe na darmiyaan
Yaadein bani parchaaiyaan


Jo khuda ho khafa
Aadmi kare to kya kare
Kya tumhe hai pata waqt
Saare zakhmo ko bare
Jal gaya hamara aashiyaan
Hum naya banayenge jahan
Yaadein bani parchaaiyaan
Chaaron taraf hai tanhaiya sanam
Yaadein bani parchaaiyaan
Chaaron taraf hai tanhaiya sanam
Aag mein daba jaise dhuaan hai
Yahi hamaari daastaan
Aag mein daba jaise dhuaan hai
Yahi hamaari daastaan.