Dil Dhoonde Hai Lyrics - Soch | Arbaaz Khan | Aditi Govitrikar | Raveena Tandon | Asha Bhosle | K. K.
in Movies
Watch the Video
Song Information
Dil dhoonde hai song is from Soch (2002) and it is sung by Asha Bhosle and K. K..It stars Arbaaz Khan, Aditi Govitrikar, Raveena Tandon and Sanjay Kapoor in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Jatin Pandit, Lalit Pandit. It is produced by Wijahat Kareem. This song was released on 23 Aug 2002.
Lyrics
Dil dhoonde hai idhar
Koyi bekhabar yaar ki
Le jaaye na yeh raah
Dhoonde main kahin pyaar ki
Oh kaano mein yeh sada
Keh gayi kya kuch suna
Mujhko na hai khabar
Tujhko to kuch hai
Pata sanam bata
Kahin ujala kahin andhera
Aaj yahan kuch hona hai
Dhuaan dhuaan kuch tanhayi
Mein paana hai kuch khona hai
Qaatil hai nazrein bach ke rehna
Dil dhoonde hai idhar
Koyi bekhabar yaar ki
Le jaaye na yeh raah dhoonde
Main kahin pyaar ki
Koyi yahan hai khayalon
Mein kiske armaan jawan
Koyi uljha sawalon mein
Koyi to hai badgumaan
Kya hua na jaane aankhon
Mein chha raha nasha
Kahin ujala kahin andhera
Aaj yahan kuch hona hai
Dhuaan dhuaan kuch tanhayi
Mein paana hai kuch khona hai
Qaatil hai nazrein bach ke rehna
Dil dhoonde hai idhar
Koyi bekhabar yaar ki
Le jaaye na yeh raah dhoonde
Main kahin pyaar ki
Poocho na yeh aag kaisi
Hai shararon se tan jale
Pyaas thodi bujhaane
De lagale aake gale
Dard badta hi jaaye
Saason mein kya zaher gula
Kahin ujala kahin andera
Aaj yahan kuch hona hai
Dohan dohan tanhayi mein
Pana hai kuch kohna hai
Katil hai nazrein bach ke rehna
Dil dhoonde hai idhar
Koyi bekhabar yaar ki
Le jaaye na yeh raah dhoonde
Main kahin pyaar ki
Oh kaano mein yeh sada
Keh gayi kya kuch suna
Mujhko na hai khabar tujhko
To kuch hai pata sanam bata
Kahin ujala kahin andhera
Aaj yahan kuch hona hai
Dhuaan dhuaan kuch
Tanhayi mein paana
Hai kuch khona hai
Qaatil hai nazrein
Bach ke rehna
Kahin ujala kahin andhera
Aaj yahan kuch hona hai
Dhuaan dhuaan kuch
Tanhayi mein paana
Hai kuch khona hai
Kahin ujala kahin andhera
Aaj yahan kuch hona hai
Dhuaan dhuaan kuch
Tanhayi mein paana
Hai kuch khona hai.