LyricsTashan

Aa Mere Sanam Lyrics - Soch | Arbaaz Khan | Aditi Govitrikar | Raveena Tandon | Alka Yagnik

in Movies

Watch the Video

Song Information

Aa mere sanam song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Wijahat Kareem. This song was released on 23 Aug 2002.

Lyrics

Aa mere sanam tujhko main pyaar do
Is chaahat pe saasein bhi vaar doon
Aa mere sanam tujhko main pyaar do
Is chaahat pe saasein bhi vaar doon
Baahon mein sona yaar hai
Bechaini mein karaar hai
Ishq dava hai sare gham ki
Is mein khushboo har mausam ki re
Ishq dava hai sare gham ki
Is mein khushboo har mausam ki re
Aa mere sanam tujhko main pyaar do
Is chaahat pe saasein bhi vaar doon


Yeh tanhaayi le lo teri
Tujhpe luta har kushi
Tu na jaane tu na samjhe
Tujhse hai meri zindagi
Mera kitne kareeb hai
To mera nasib hai
Ishq dava hai sare gham ki
Is mein khushboo har mausam ki re
Ishq dava hai sare gham ki
Is mein khushboo har mausam ki re
Aa mere sanam tujhko main pyaar do
Is chaahat pe saasein bhi vaar doon


Mana ke hai mushkil lekin
Aasan ho jaayega safar
Dheere dheere tujhpe hoga
Meri wafa ka asar
Mujhko to aitbaar hai
Kehta dil baar baar hai
Ishq dava hai sare gham ki
Is mein khushboo har mausam ki re
Ishq dava hai sare gham ki
Is mein khushboo har mausam ki re
Aa mere sanam tujhko main pyaar do
Is chaahat pe saasein bhi vaar doon


Aa mere sanam tujhko main pyaar do
Is chaahat pe saasein bhi vaar doon
Baahon mein sona yaar hai
Bechaini mein karaar hai
Ishq dava hai sare gham ki
Is mein khushboo har mausam ki re
Ishq dava hai sare gham ki
Is mein khushboo har mausam ki re
Ishq dava hai sare gham ki
Is mein khushboo har mausam ki re
Ishq dava hai sare gham ki
Is mein khushboo har mausam ki re.

Related Songs

More songs from Soch (2002)
More songs of Arbaaz Khan
More songs of Aditi Govitrikar
More songs of Raveena Tandon
More songs of Alka Yagnik