Ya rab teri duniya mein song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aye dil kahin aur le chal
Ye dero haram kyun the
Inn dono makaamo ne
Jaghda nazar aata hai


Ya rab teri duniya mein
Mera guzar nahi
Marne ki aarzoo hai
Marne ki aarzoo hai
Milta zaher nahi
Ya rab teri duniya mein
Mera guzar nahi
Marne ki aarzoo hai
Marne ki aarzoo hai
Milta zaher nahi


Pohcha diya hai ishq ne
Ab uss makaam par
Pohcha diya hai ishq ne
Ab uss makaam par
Unki khabar to kya
Mujhe apni khabar nahi
Marne ki aarzoo hai
Marne ki aarzoo hai
Milta zaher nahi
Ya rab teri duniya mein


Majboor ye hayaat
Zara iss taraf to dekh
Majboor ye hayaat
Zara iss taraf to dekh
Laakhon hai zakhm dil
Mein magar chasmzar nahi
Marne ki aarzoo hai
Marne ki aarzoo hai
Milta zaher nahi
Ya rab teri duniya mein


Kyun dalte ho laash par
Shabnam kafan safed
Kyun dalte ho laash par
Shabnam kafan safed
Bedaag zindagi meri
Guzari agar nahi
Marne ki aarzoo hai
Marne ki aarzoo hai
Milta zaher nahi
Ya rab teri duniya mein
Mera guzar nahi
Marne ki aarzoo hai
Marne ki aarzoo hai
Milta zaher nahi
Ya rab teri duniya mein
Mera guzar nahi.