Muskurata gulab aata hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Muskurata gulab aata hai
Muskurata gulab aata hai
Mere khat ka jawab aata hai
Muskurata gulab aata hai
Mere khat ka jawab aata hai
Muskurata gulab aata hai


Husne fitrat hai
Unki aankhon mein
Husne fitrat hai
Unki aankhon mein
Hai iraada hizaab aata hai
Mere khat ka jawab aata hai
Muskurata gulab aata hai


Ye bhi ek silsila hai peene ka
Ye bhi ek silsila hai peene ka
Jo bhi jaame sharaab aata hai
Mere khat ka jawab aata hai
Muskurata gulab aata hai


Padh ke unke haseen khat humko
Padh ke unke haseen khat humko
Apne jaala jawaab aata hai
Mere khat ka jawab aata hai
Muskurata gulab aata hai


Pyar se gar pukaari e shola
Pyar se gar pukaari e shola
Arsh se bhi jawaab aata hai
Mere khat ka jawab aata hai
Muskurata gulab aata hai
Mere khat ka jawab aata hai
Muskurata gulab aata hai.