Saaki ka shukriya mujhe song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Peena haram hai na
Peela haram hai
Peena haram hai na
Peela haram hai
Peene ke baad hosh
Mein aana haram hai
Saaki ka shukriya
Mujhe peena sikha diya
Saaki ka shukriya
Mujhe peena sikha diya
Ek bewafa ki yaad
Mein jeena sikha diya
Saaki ka shukriya
Mujhe peena sikha diya


Hatho se jaam rind ke
Jis jaa chhalak gaya
Hatho se jaam rind ke
Jis jaa chhalak gaya
Logo ne woh makaam
Logo ne woh makaam
Butkada bana diya
Logo ne woh makaam
Butkada bana diya
Ek bewafa ki yaad
Mein jeena sikha diya
Saaki ka shukriya
Mujhe peena sikha diya


Marne diya na aapne
Ghumnaam bhi mujhe
Marne diya na aapne
Ghumnaam bhi mujhe
Rukh se kafan hata ke
Tamasha bana diya
Rukh se kafan hata ke
Tamasha bana diya
Ek bewafa ki yaad
Mein jeena sikha diya
Saaki ka shukriya
Mujhe peena sikha diya


Shabnam mujhe khabar
Nahi iss dil ko kya hua
Shabnam mujhe khabar
Nahi iss dil ko kya hua
Aane ko thi bahaar
Nasheman chala diya
Aane ko thi bahaar
Nasheman chala diya
Ek bewafa ki yaad
Mein jeena sikha diya
Ek bewafa ki yaad
Mein jeena sikha diya
Saaki ka shukriya
Mujhe peena sikha diya
Saaki ka shukriya
Mujhe peena sikha diya.