Jahan Se Guzare Tera Lyrics - D.S. Ruben

2001

Lyrics

Jahan se guzare tera jahaan dekha
Jahan se guzare tera jahaan dekha
Aankh khulte hi aasmaan dekha
Jahan se guzare tera jahaan dekha
Jahan se guzare tera jahaan dekha

Kyaa kahein kitna khubsoorat thaa
Kyaa kahein kitna khubsoorat thaa
Teri basti mein jo makaan dekha
Teri basti mein jo makaan dekha
Aankh khulte hi aasmaan dekha
Jahan se guzare tera jahaan dekha
Jahan se guzare tera jahaan dekha

Woh bhi ek aag thi ke hum jismein
Woh bhi ek aag thi ke hum jismein
Khud jale aur khud dhuaan dekha
Khud jale aur khud dhuaan dekha
Aankh khulte hi aasmaan dekha
Jahan se guzare tera jahaan dekha
Jahan se guzare tera jahaan dekha

Jaan behtar kuch kar shola
Jaan behtar kuch kar shola
Woh na dekha to kya yahaan dekha
Woh na dekha to kya yahaan dekha
Aankh khulte hi aasmaan dekha
Jahan se guzare tera jahaan dekha
Jahan se guzare tera jahaan dekha.