Wo Chandni Ka Badan Lyrics - Nina Mehta | Rajendra Mehta

2008

Lyrics

Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain

Bahot aziz hamein hain magar paraya hain
Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain

Tum itani door sitaaron ke paas rahate ho

Tumhe khuda ne hamare liye banaya hain
Tumhe khuda ne hamare liye banaya hain
Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain

Kahan se aayi ye khusboo ye ghar ki khushboo hain

Iss ajanabi ki andero mein koan aaya hain
Iss ajanabi ki andero mein koan aaya hain
Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain

Usse kisi ki mohabbat ka aitbaar nahi
Usse kisi ki mohabbat ka aitbaar nahi
Usse zamane ne shayad bahot sataya hain
Usse zamane ne shayad bahot sataya hain
Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain.