Ulfat ki zindagi ke song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Hawa hai thandi thandi
Chandani hai yaar hai hum hai
Magar hai zindagi sau saal ki
Sau saal to kam hai
Ulfat ki zindagi ke jo saal ho hazaar
Tum humse hum bhi tumase
Ji bhar ke kare pyar kare pyar
Ulfat ki zindagi ke jo saal ho hazaar
Tum humse hum bhi tumase
Ji bhar ke kare pyar kare pyar


Do din ki zindagi mein
Kya kya kare koi
Kya kya kare koi
Do din ki zindagi mein
Kya kya kare koi
Kya kya kare koi
Duniya ki ek raat ho
Aashiq ki char char
Duniya ki ek raat ho
Aashiq ki char char
Tum humse hum bhi tumase
Ji bhar ke kare pyar kare pyar
Ulfat ki zindagi ke jo saal ho hazaar
Tum humse hum bhi tumase
Ji bhar ke kare pyar kare pyar


O baato mein beet jaaye
Baato mein beet jaaye
Yeh mausme jawaani
Kaisi banaaye tune
Malik yeh zidagani
Malik yeh zidagani
Baato mein beet jaaye
Yeh mausme jawaani
Kaisi banaaye tune
Malik yeh zidagani
Malik yeh zidagani
Baazi bahut hai chhoti
Lambi hai jeet haar
Baazi bahut hai chhoti
Lambi hai jeet haar


Tum humse hum bhi tumase
Ji bhar ke kare pyar kare pyar
Ulfat ki zindagi ke jo saal ho hazaar
Tum humse hum bhi tumase
Ji bhar ke kare pyar kare pyar
Ulfat ki zindagi ke jo saal ho hazaar
Tum humse hum bhi tumase
Ji bhar ke kare pyar kare pyar.