Tumse nazar milake song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Abdul Sattar. This song was released on 01 Jan 2018.
Tumse nazar milake
Tumse nazar milake
Pareshan ho gayi
Tum se nazar milake
Pareshan ho gayi
Tumko kya kahu ke
Main jawan ho gayi
Main jawan main jawan
Main jawan ho gayi
Main jawan ho gayi
Main jawan ho gayi


Nas nas aisi agni jagi
Nas nas aisi agni jagi
Muh se raha na jaaye
Solah baras ki ho gayi
Main ab koi use samajhaye
Ho haye main kaisi nadan ho gayi
Main jawan main jawan
Main jawan ho gayi
Main jawan ho gayi
Main jawan ho gayi


Laaz sharam ko chhod ke sajna
Laaz sharam ko chhod ke sajna
Aayi tere dwar tere liye hum to hain
Mar mit ne ko bhi taiyar
Ho kaise budhu pe
Main kurban ho gayi
Main jawan main jawan
Main jawan ho gayi
Main jawan ho gayi
Main jawan ho gayi


Mujhko bana le apni dulhaniya
Mujhko bana le apni dulhaniya
O mere tu sajna
Ab to mujhko apna bana le
Pehnade tu kangana
Ho samjha samjha ke
Main heran ho gayi
Main jawan main jawan
Main jawan ho gayi
Tumse nazar milake ho
Tumse nazar milake
Pareshan ho gayi
Tumko kya kahu ke
Main jawan ho gayi.