Tumhari Mohabbat Hai Ek Chiz Aisi Lyrics - Saahil | Shammi Kapoor | Murad | Sapru | Hemant Kumar | Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Tumhari mohabbat hai ek chiz aisi song is from Saahil (1959) and it is sung by Hemant Kumar, Asha Bhosle and Hemanta Kumar Mukhopadhyay.It stars Shammi Kapoor, Murad, Sapru, Chitra in leading roles. This song is penned by Kulbhushan and composed by Suresh Talwar. It is produced by Kul Bhushan Agarwal. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
tumhari mohabbat hai ek chees aisi
jise ham kabhi na kabhi le hi lenge
kabhi le hi lenge
chupaoge jisko nigaho ke niche
use ham kabhi na kabhi dekh lenge
kabhi dekh lenge
piche padega jo koi hamare koi hamare
bhulayega hamko karega ishare
jo mangega koi mohabbat hamari
tumhari kasam ham kisi ko na denge
kisi ko na denge
mangenge tumse na galo ki sokhi
mangenge tumse na galo ki sokhi
na hotho ki lali na kajal ki payali
magar ek dil me hai chahat tumhari
jise ham kabhi to puri karenge puri karenge
samjhte ham sab irade tumhare irade tumhare
bahane tumhare ishare tumhare
magar yaad rakhna vaada ye ulfat kisi din kahi to
pura karenge pura karenge