Tum ho dil ke chor song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ram Kumar. This song was released on 01 Jan 1958.
Tum ho dil ke chor kare dil shor
Tumhe pehchan liya
Aaj khula ye raj hamara raj
Kisi ne jan liya
Tum ho dil ke chor kare dil shor
Tumhe pehchan liya
Aaj khula ye raj hamara raj
Kisi ne jan liya


Ye dard ne dekhe dard kiya
Dil sard nigahe ferte hai
Teri chahan ki aaha ne luta
Hum ko raho me ger ke
Lakh bachaya bach nahi paya
Dil ye hamara tum par aaya
Tum ho dil ke chor kare dil shor
Tumhe pehchan liya
Aaj khula ye raj hamara raj
Kisi ne jan liya


O mast nazar jata hai kidar
Ek tir dil pe mar ke
Badnam na ho badnam na kar
Ilzam na de bekar ke
Raz hamara tune jana
Jan na le bedard jamana
Tum ho dil ke chor kare dil shor
Tumhe pehchan liya
Aaj khula ye raj hamara raj
Kisi ne jan liya


Sharma ke na ja tadpa ke na ja
Ikrar to kar le pyar ka
Jab aankh jhuke lab na khule
Yahi matlab hai ikrar ka
Mithi nigahe dil ki kahani
Pyar ki hai ye khas nisani, ho
Tum ho dil ke chor kare dil shor
Tumhe pehchan liya
Aaj khula ye raj hamara raj
Kisi ne jan liya.