Tu ishq se dar bemout na mar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tu ishq se dar bemaut na mar ke
Ye dard wo dard hai jiski koi dava hi nahi
Ye wo jadu hai jiska mara hua
Mara hua koi aaj talak to jiya hi nahi
Tu ishq se dar bemaut na mar ke
Ye dard wo dard hai jiski koi dava hi nahi
Ye wo jadu hai jiska mara hua
Mara hua koi aaj talak to jiya hi nahi


Nahi koi dillagi dekho dil ka lagana
Dil ka lagana ho dil ka lagana
Dil dekar meri jaa pade pachhtana
Pade pachhtana pade pachhtana
Har majnu aankh lada ke hua deewana
Hua deewana hua deewana


Jal bhun kar khakh hua khakh hua
Har ek parwana
Jal bhun kar khakh hua khakh hua
Har ek parwana
Tu ishq se dar bemaut na mar ke
Ye dard wo dard hai jiski koi dava hi nahi
Ye wo jadu hai jiska mara hua
Mara hua koi aaj talak to jiya hi nahi


Dekar hath nishani sath biyabano ki
Biyabano ki biyabano ki
Ujdi rahi duniya phir bhi armano ki
Ho armano ki ho armano ki
Us hir ko ranjh mila nahi ranjha lekar
Kis soni ne sukh paya hai dil dekar
Haye dil dekar


Tu ishq se dar bemaut na mar ke
Ye dard wo dard hai jiski koi dava hi nahi
Ye wo jadu hai jiska mara hua
Mara hua koi aaj talak to jiya hi nahi.