Tore bina song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 23 Oct 2008.
Tore bina nahi laage, laage na mora jiya

Piya tori akhiyon ne kaisa jaadu kiya
Tore bina nahi laage, laage na mora jiya, jiya

O more saawariya yeh teri
Baawariya kitana chaahe tujhe
O more saawariya yeh teri
Baawariya kitana chaahe tujhe
Sochu tumhe keh du,
Dekho toh jaane kyun laaj aaye mujhe
Tum bhi kaho kaise kahun dil ki baatein piya
Tore bina nahi laage, laage na mora jiya, jiya
Tore bina nahi laage, laage na mora jiya
Piya tori akhiyon ne kaisa jaadu kiya
Tore bina nahi laage, laage na mora jiya, jiya
Tore bina nahi laage, laage na mora jiya

Tu hai mere dil mein, dil hai yeh mushkil mein
Tune yeh kya kar diya

Chaandani raaton mein, teri hi yaadon mein
Khoyi rahu main piya
Aave naahi chaina kahin, kaise jaaye jiya
Tore bina nahi laage, laage na mora jiya
Tore bina nahi laage, laage na mora jiya
Piya tori akhiyon ne kaisa jaadu kiya
Tore bina nahi laage, laage na mora jiya
Tore bina nahi laage, laage na mora jiya.