Naina re naina song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 23 Oct 2008.
Naina re naina tose laage, saari saari raina jaage

Tum bin mohe kahin aaye naahi chaina

Jaagi na soyi soyi, rehati hoon khoyi khoyi
Jaan se pyaara hai tu, kahin jaan le na koyi

Dil ki yeh baatein kisi aur se na kehana
Naina re naina tose laage, saari saari raina jaage
Tum bin mohe kahin aaye nahi chaina

Jaane kya hone laga, bas mein jiya na raha
Maine jo puchha mere dil ne mujhe yeh kahaan

Ik pal bhi tere bina abb naahi rehana
Naina re naina tose laage, saari saari raina jaage
Tum bin mohe kahin aaye nahi chaina
Naina re naina tose laage, saari saari raina jaage
Tum bin mohe kahin aaye nahi chaina
Naina re naina tose laage, saari saari raina jaage.