Nahin Milna (Title) Lyrics - Aamir Ghulam Ali

2016

Lyrics

Toh kya yeh teh hai tujhe umar bhar nahin milna

Toh phir yeh umar hi kyun tujhse agar nahin milna

Chalo zamaane ki khatir hi jabar bhi seh le

Kabhi mile bhi agar toot kar nahin milna
Kabhi mile bhi agar toot kar nahin milna
Toh phir yeh umar hi kyun tujhse agar nahin milna
Toh kya yeh teh hai tujhe umar bhar nahin milna

Judaa toh jab bhi huye dil yun lgaa jaise

Ke abb gaye toh kabhi laut kar nahin milna
Ke abb gaye toh kabhi laut kar nahin milna
Toh phir yeh umar hi kyun tujhse agar nahin milna
Toh kya yeh teh hai tujhe umar bhar nahin milna.