terii tasaviir ko siine se lagaa rakhaa hai Lyrics - Zarina Wahab | Rita Bhaduri | Arun Govil | Yesudas
1979
Lyrics
pothii padh padh jag mu_aa, pandit bhayaa na koy
dhaa_ii akshar prem kaa, padhe so pandit hoy
terii tasaviir ko siine se lagaa rakhaa hai
hamane duniyaa se alag gaanv basaa rakhaa hai
terii tasaviir ko
merii kismat kii lakiiron ko sajaayaa tuune
ek naachiiz ko fanakaar banaayaa tuune
main ne har bol teraa dil men sajaa rakhaa hai
hamane duniyaa se
tujhako din raat khayaalon men hai puujaa main ne
tere pairon ke nishaan par kiyaa sajadaa main ne
bandagii men tere sar ab bhii jhukaa rakhaa hai
hamane duniyaa se
main ne giiton se chhavi terii banayii barason
duur rah kar tujhe aavaaz sunaayii barason
kis liye tuu ne mujhe gair banaa rakhaa hai
ham ne duniyaa se