Sawan Ko Aane Do Lyrics - Zarina Wahab | Arun Govil | Jaspal Singh | Kalyani Mitra
1979
Lyrics
tumhe gito me dhalunga, aa aa aa ha
tumhe gito me dhalunga tumhe gito me dhalunga
sawan ko aane do sawan ko aane do
tumhe gito me dhalunga
sawan ko aane do sawan ko aane do oh
tumhe gito me dhalunga tumhe gito me dhalunga
sawan ko aane do sawan ko aane do
tumhe gito me dhalunga
sawan ko aane do sawan ko aane do oh
phulo ki honge ghataye, phulo ki honge bahare
sargam ke leke yeh bhavre, kaliyo ka ghungat uthare
sapne saja lunga
tumko tumhi hi se mai ek din chura lunga
sawan ko aane do sawan ko aane do
sargam ke leke yeh bhavre, kaliyo ka ghungat uthare
sapne saja lunga
tumko tumhi hi se mai ek din chura lunga
sawan ko aane do sawan ko aane do
dekho yeh shan hamari, ham hai pawan ke pujari
dharati ghagan ke milan ki, aarati hamane uthari
ab me na manuga, iss dil ke darpan me tumko sajalunga
sawan ko aane do sawan ko aane do
dharati ghagan ke milan ki, aarati hamane uthari
ab me na manuga, iss dil ke darpan me tumko sajalunga
sawan ko aane do sawan ko aane do
badal se sath rang barse, pyasa mann kahe ko tarse
kehati hai bharkati pani, gore simat gayi kidhar se
apna bana lunga, dil me basa lunga, sine se lagalunga
sawan ko aane do sawan ko aane do
kehati hai bharkati pani, gore simat gayi kidhar se
apna bana lunga, dil me basa lunga, sine se lagalunga
sawan ko aane do sawan ko aane do