Tere Hothon Ka Lyrics - Surkhiyaan | Naseeruddin Shah | Suresh Oberoi | Kulbhushan Kharbanda | Asha Bhosle | Kishore Kumar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Tere hothon ka song is from Surkhiyaan (1985) and it is sung by Asha Bhosle and Kishore Kumar.It stars Naseeruddin Shah, Suresh Oberoi, Kulbhushan Kharbanda, Moon Moon Sen in leading roles. This song is penned by N/A and composed by Vanraj Bhatia. It is produced by Anil Nagrath. This song was released on 01 Jan 1985.
Lyrics
Tere hothon ka amrit jab na mila
Tere hothon ka amrit jab na mila
Zaher hum peene lage peene lage
Zaher hum peene lage peene lage
Sharafat aayi kisi kaam jab
Sharafat aayi kisi kaam jab
Gunahon mein jeene lage
Gunahon mein jeene lage
Zaher hum peene lage
Gunahon mein jeene lage
Zaher hum peene lage
Tere hothon ka amrit jab na mila
Tere hothon ka amrit jab na mila
O saaqi hain taiyaar bas usko inkaar
O saaqi hain taiyaar bas usko inkaar
Bharke uthale tu pyaala
Iss bandh botal jisko milegi main
Iss bandh botal jisko milegi main
Hoga woh taqdeer wala
Hoga woh taqdeer wala
Aise hi waado ne
Waado ki yaado ne
Hum ko tabaah kar dala
Hum ko tabaah kar dala
Tere hothon ka amrit jab na mila
Tere hothon ka amrit jab na mila
Zaher hum peene lage peene lage
Zaher hum peene lage peene lage
Tere hothon ka amrit jab na mila
Tere hothon ka amrit jab na mila
Hey kisse wafa o
Ke charche adaao ke
Hey kisse wafa o
Ke charche adaao ke
Sunte rahe daastaan mein
Hojo wafadaar aisa koi yaar
Hojo wafadaar aisa koi yaar
Ab tak mila na jahaan mein
Ab tak mila na jahaan mein
Shikva hain ye kaisa
Har phool ek jaisa
Hota nain gulsitaa mein
Hota nain gulsitaa mein
Hota nain gulsitaa mein
Juthi shikayat ye jootha gilaa
Juthi shikayat ye jootha gilaa
Zaher tum peene lage peene lage
Zaher tum peene lage peene lage
Sharafat aayi kisi kaam jab
Sharafat aayi kisi kaam jab
Gunahon mein jeene lage
Gunahon mein jeene lage
Zaher hum peene lage
Gunahon mein jeene lage
Zaher hum peene lage
Tere hothon ka amrit jab na mila
Tere hothon ka amrit jab na mila
Zaher tum peene lage peene lage
Zaher tum peene lage peene lage
Tere hothon ka amrit jab na mila
Tere hothon ka amrit jab na mila
Tere hothon ka amrit jab na mila
Tere hothon ka amrit jab na mila.