Kurbaan hua song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. The music of this song is composed by . It is produced by Aftab Shivdasani. This song was released on 15 Oct 2009.
Kurbaan hua.. teri tishnagi mein yoon
Kurbaan hua.. teri aashiqi mein yoon..

Bekhudi mein, bekali mein, bekasi mein hua
Tujhko har dua di, aur daga bhi, aur fanaa hua
Kurbaan hua, kurbaan hua..
Adaa pe, wafaa pe, jafaa pe
Kurbaan hua, kurbaan hua ..

Rubaru hai tu magar
Tanaha hai yeh jahaan o..
Jal uthe meri kufra se
Saanson ka yeh samaa ho..
Kya hua pal mein jaane kho gaya kyon
Tu mila aur juda imaan hua yoon

Bekhudi mein, bekali mein, bekasi mein hua
Tujhko har dua di, aur daga bhi, aur fanaa hua
Kurbaan hua, kurbaan hua..
Adaa pe, wafaa pe, jafaa pe
Kurbaan hua, kurbaan hua ..

Marne ka sabab maangta raha darbadar
Mitne ko to dil pal mein raazi hua..
Poori hui har aarzu, har daastan meri
Ke tum shuru hue jahaan main khatam hua
Kurbaan hua, kurbaan hua..
Adaa pe, wafaa pe, jafaa pe
Kurbaan hua, kurbaan hua ..