Kya hain awaaz song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Anil Nagrath. This song was released on 01 Jan 1985.
Kya hain awaaz yahin
Kya hain tasveer yahin
Kya hain halaat yahin
Kya hain taqdeer yahin
Din jal raha hain raat jal rahi
Din jal raha hain raat jal rahi
Din paher ki baat chal rahin
Jaane kis dagar pe
Zindagi chal rahi
Jaane kis laher pe beh rahi
Iss laher pe beh rahi
Kya hain awaaz yahin
Kya hain tasveer yahin
Kya hain halaat yahin
Kya hain taqdeer yahin
Kya hain zindagi


Hai likha ghamo ko hi kya upar wale
Ye dukh dard kabhi nahin mitne wale
Main jahaan bhi chalun badnaseebi chali
Chali jaaun kahaan bol duniya wale
Kya hain khwaabo ka silaa
Kya hain taalim yahin
Kya hain humraaz yahin
Kya hau taqdeer yahin
Kya hain zindagi


Do ghadi ka dera hain
Yaa ke basera hain
Khwaab jiska liye
Kahaan woh savera hain
Main dekhun jidhar
Hain andhera udhar
Hain umeedon ko gham
Hain ujaale kidhar
O ri meri dil ki duaan
Kya hain saath yahin
Kya hain aawaaz yahin
Kya hain tasveer yahin
Aazmaa raha koan hum sabhi
Aazmaa raha koan hum sabhi
Yeh khayaal aa raha hain abhi


Jaane kis dagar pe zindagi chal rahi
Jaane kis laher pe beh rahi
Kis laher pe beh rahi
Kya hain awaaz yahin
Kya hain tasveer yahin
Kya hain halaat yahin
Kya hain taqdeer yahin
Kya hain zindagi
Kya hain zindagi
Kya hain zindagi.