Tauba re tauba song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ganesh Jain, Ratan Jain. This song was released on 18 Oct 2002.
Tauba maine tauba maine ki tauba
Haye mere rama
Yaha waha dole mara ji
Ji dole haye mere rama


Thamba re thamba rok tikhi najriya
Mar gayi re mar gayi mar gayi re
Mai to ma rgayi sawariya
Prem rog mujhko lagana re sajna na re na
Na na re na
Ho dil pe mere gira na bijuriya
Thamba re thamba rok tikhi najriya
Thamba re thamba thamba


Ho tune jadu kar diya aise
Dil pe kabu kar liya jaise
Tune jadu kar diya aise
Dil pe kabu kar liya jaise
Kho gayi re khwabo me kho gayi
Ho gayi re maito teri ho gayi
Tere nam ki odhi chunariya
Thamba re thamba rok tikhi najriya
Mar gayi re mar gayi mar gayi re
Mai to mar gayi sawariya
Thamba re thamba thamba re


Ek to juban ki angadayi
Uspe nagan si tanhayi
Ek to juban ki angadayi
Uspe nagan si tanhayi
Aja jara ana meri baho me ana
Tujhko sikha dunga dil ka lagana
Bhul hi jao na nagar ki dagariya
Thamba re thamba rok tikhi najriya are re
Mar gayi re mar mar gayi mar gayi re
Mai to mar gayi sawariya
Prem rog mujhko lagana re sajna na re na
Na na re na
Ho dil pe mere gira na bijuriya
Thamba re thamba rok tikhi najriya
Mar gayi re mar gayi
Mai to mar gayi sawariya
Wallo re nakua ho wallo re rama sawariya
Wallo re nakua ho wallo re rama sawariya
Wallo re nakua ho wallo re rama sawariya
Wallo re nakua ho wallo re rama sawariya.